↧
Na kuch raha jab apne paas to sambhaal ke rakhi faqat tanhai ye wo saltanat hai jiske badshah bhi hum
↧
Waday wafa ke aur chahat jism ki agar ye ishq hai to hawas kisko kehte hain
↧
↧
Dua mai meri yun to bohut taseer hai lekin khuda se aur kya mango sawal-e-yaar se pehle
↧
Wo maza diya tadap ne ke ye arzo hai ya rab mere dono pehloon mai dil-e-beqarar hota
↧
Tez barish mai kabhi sard hawaon mai raha ek tera zikar tha jo meri sadaon mai raha kitne logon se
↧
↧
Baat ye nahi ke tere bin jee nahi sakte baat ye hai ke tere bin jeena nahi chahte
![]() |
Baat ye nahi ke tere bin jee nahi sakte baat ye hai ke tere bin jeena nahi chahte |
![]() |
Dard jeet gaya aur mai tujhe haar gaya dil ko mohabbat ka soda bohut mehnga parra |
![]() |
Dil mai narazgiyan na khuloos mai milawat koi wo bachpan ki yariyaan bhi kamal howa karti thi na |
![]() |
Ho jin ke paas hazaron chahne wale wo kya mehsoos karenge aik kami humari |
![]() |
Hum jo hans hans ke milte thay sabse aaj khud se mil kar bohut udaas howe |
![]() |
Is zindagi ka kya bharosa jo do pal ki hai hum be un lamhon ki tarah guzar jayenge jo loat kar nahi atay |
![]() |
Jeet loon tujhe zamane ke har taqaat se ek baar to ameen tu keh meri duaon ke saath |
![]() |
Jis ke dam se hai ronaq meri tehreeron mai wohi aik shakhs nahi haath ki lakeeron mai |
![]() |
Kaash mil jaaye kabhi khwaab ki tabeer mujhe ankh khulte he tujhe saamne betha dekhon |
![]() |
Khamoshiyan kar dain bayaan to alag baat hai kuch dard hain jo lafzoon mai utaare nahi jaate |
![]() |
Mai uski khooj mai deewana waar phirti rahi isi lagan se kabhi mujh ko dhondta wo bhi |
![]() |
Parinda khushk jheelon se yahi ab keh gaya akhir mujhe majboor hijrat par mere halaat karte hain |
![]() |
poetry in urdu Aaj mai ne talaash kiya usay apne aap mai wo mujhe har jaga mila meri taqdeer ke siwa |
![]() |
Raat guzar jaati hai teri yaad mai aksar subah masroof rehti hoon phir se tujhe bhulane mai |
![]() |
Sab mast hain apni ana mai kon kis ke liye khud ko badle har kisi ki hai yahi zid ke mujh ko mere jaisa mile |
![]() |
Suna hai ishq ki saza yahan par moat hai lo maar do humain hum tum se mohabbat karte hain |
![]() |
Tujse milne ki khushi mai na dhiyaan raha mujh ko kitni takleef mujhe tumse bicharr kar hogi |
![]() |
Turk-e-taluq ki waja kuch to batate jaate mai kahan tak khud mai buraiyan dhondoon |
![]() |
urdu ghazals kab nikalta hai koi dil mai utar jane ke baad ye wo gali hai jis ka koi bahar ka rasta nahi |
↧
Apne dukhon pe hansna apni khushiyun pe rona kya kuch sikha jata hai kisi ka kisi se juda hona
![]() |
Apne dukhon pe hansna apni khushiyun pe rona kya kuch sikha jata hai kisi ka kisi se juda hona |
![]() |
Aziz itna he rakho ke jee sanbhal jaaye ab is qadar bhi na chaho ke dam nikal jaye |
![]() |
Baday wasooq se dunay fareeb deti hai baday khaloos se hum aitibaar karte hain |
![]() |
Dil mai aya tha wo bohut se rastoon se jab janay ka rasta na mila to dil he toorr gaya |
![]() |
Dil sochta hai to phir sochta he reh jata hai ye jo apne hote hain apne kyun nahi hote |
![]() |
Har ek paon mujhe rondta howa guzra janay kon se safar ka rasta hoon mai |
![]() |
Hum bhi bohut khush howa karte thay tujh se mohabbat karne se pehle |
![]() |
Kisi dard ko sanmbhaal pana aasaan nahi hanste howe har pal asaan nahi zindagi mai har koi dil |
![]() |
Koi peghaam bheej do kisi ilzaam ki surat tumhari ana salamat rehegi aur meri mohabbat |
![]() |
log pochte hain ke kon hai wo jo teri ye halat kar gaya mai muskora ke kehta hon uska |
![]() |
Mai wahan hoon jahan jahan pe tum ho tum karoge kahan kahan se guraiz |
![]() |
Meri tanhai ka usko bohut ehsaas rehta hai khayalon mai jo ata hai to jana bhool jata hai |
![]() |
Mujhe teri yadoon ka zehar maar he na daale tujhe bholne mai humne he dair kardi shaid |
![]() |
poetry urdu Sab se yun milna ke jaise dil mai koi dukh na ho mujh mai ye khobi be hai sub khamiyon ke bawajood |
![]() |
Raat bhar jalta raha ye dil kisi ki yaad mai samaj nahi ata dard pyaar karne se hota hai ya yaad karne se |
![]() |
Suno kisi ne sach kaha tha ye mohabbat mar nahi sakti magar adhora such suna humne |
![]() |
urdu poems band mutti se girti howi rait ki manind bhula diya na tumne mujhe zara zara kar ke |
↧
Alfaaz ke jhote bandhan mai aghraaz ke gehre pardoon mai har shakhs mohabbat karte hai
![]() |
Alfaaz ke jhote bandhan mai aghraaz ke gehre pardoon mai har shakhs mohabbat karte hai |
![]() |
Ankhain band kar kar chalte hain rah-e-wafa mai log phir kehte hain mohabbat andhi hoti hai |
![]() |
Baith jaate hain dil mai torr kar chale jaate hain be raham bande khuda ka ghar bhi nahi chorrte |
![]() |
Bohut mushkil hai turk-e-ashiqui ka dard sehna bhi buhot dushwaar hai lekin mohabbat karte rehna bhi |
![]() |
Dil-o-jaan se chahne wale barray naseeb se mila karte hain tum ye baat tasleem karoge mere bicharr jane ke baad |
![]() |
Door rehne wale tere liye aik mashwara hai kabhi humara khayal aaye to apna khayal rakhna |
![]() |
Ek lafaz jisay log zindagi kehte hain humne rakha hai dil usi naam se tumhe |
![]() |
Jo baat hum keh nahi sakte usay hum farz karte hain chalo hum farz karte hain humain tumse mohabbat hai |
![]() |
Kaise mohabbat karon bohut ghareeb hoon mai log bikte hain mai khareed nahi sakta |
![]() |
Khushiyaan to kab se roth gayi hain kaash ke ghamon ko bhi kisi ki nazar lag jaaye |
![]() |
Mai ne us se kaha Chorr do ya torr do mujhe unhon ne hans ke gale lagaya aur kaha chorr rahe hain aaj tujhe |
![]() |
Mujhe aaj kal teri mohabbat thori kam kam lagti hai bhula diya hai mujhe ya mil gaya hai koi aur tujhe |
![]() |
poetry in urdu love najane kis ke muqadar mai likhe ho tum magar such to ye hai ke umeedwar hum aaj bhi hain |
![]() |
poetry urdu love neendon ki baghawat se ye nuqsaan howa hai ek shakhs ke khwabon ko tarsti rahi ankhain |
![]() |
Ro ro kar sunaya tha jin ko apna haal-e-dil hans hans kar meri wafa ki wo toheen kar gaya |
![]() |
Saans tham jaati hai par jaan nahi jaati dard hota hai par awaz nahi aati ajeeb log hain |
![]() |
Tere khwaboon ka bhi hai shoq teri yadoon mai be hai maza samaj nahi ata so kar tera deedar karon ya jaag kar tujhe yaad karon |
![]() |
Tujh ko sochon to aisa lagta hai jaise khushbo mai rang milte hain jaise sehra mai aag lagti hai |
![]() |
Tum to apne thay zara haath to badaya hota ghair bhi doobne walay ko bacha lete hain |
![]() |
Nahi hota to chorr de usay ishq koi baat nahi jo har kisi ke bas mai ho |
↧
Ab to qismat he mila de to mila day warna hum to bicharr gaye hain tofaan mai parindon ki tarah
![]() |
Ab to qismat he mila de to mila day warna hum to bicharr gaye hain tofaan mai parindon ki tarah |
![]() |
Ab yadoon ke kante is dil mai chubhte hain na ye dard tehrta hai na ye ansoo rukte hain |
![]() |
Dil gumrah ko a kaash ye malom ho jata mohabbat dilchasp hai tab tak jab tak ho nahi jaati |
![]() |
Dil ki faryaad kaise sunao dar lagta hai mujhe koshish usay paane ki hai jisay dekhne tak ki ijazat nahi |
![]() |
Dil to karta hai rooh ki jagga tum hote mere jism mai jab tum juda hotay to hum mar he jaate |
![]() |
Ek lamhe mai ik manzaar guzar jata hai jab koi apna begana nazar ata hai yun to awaz aati hai |
![]() |
Ek tere siwa hum kisi aur ke kaise ho sakte hain to khud he soch ke bata tere jaisa koi aur hai kya |
![]() |
Hamara ishq karne ka andaaz kuch ajeeb hai tum insaan daikh kar mohabbat karte ho hum muhabbat karke insaan dekhte hain |
![]() |
Koi misaal zamane mai aisi dekhi hai mai jee raha hoon magar dil ne khudkushi karli |
![]() |
Kuch yun howa haal-e-dil lagi mai chot khaa kar wafain fitrat mai reh gayi aur mohabbat se wasta na raha |
![]() |
Likhna to tha khush hoon tere baghair bhi aansoo magar qalam se pehle he gir parre |
![]() |
Loat atay aik pal mai tere paas tere labon ne mera naam to liya hota |
![]() |
Meri zaat mai ek aisa shakhs hai wo meri pori zindagi hai aur mai uska ek lamha bhi nahi |
![]() |
new poetry in urdu khwaab bhi shaid kaanch se kamzor hote hain har roz toot jaate hain faqat ankh ke khulne se |
![]() |
poetry in urdu sad ek mudat guzar gayi lekin dil ka mosam nahi badla na teri soch ne rehayi di na mai teri yaad se nikla |
![]() |
Sansain muntazir hain tujhe mehsoos karne ko fizza mai khushbo se bikhar jao kuch qarar aa jaaye |
![]() |
Tumhe kya sunaon a dil ruba tere samne mera haal hai teri ek nazar ki to baat thi meri zindagi ka sawal hai |
↧
↧
urdu sms poetry meri yahi adat tum sabko sadda yaad rehegi na shikwa na koi gila jab bhi mila
![]() |
urdu sms poetry meri yahi adat tum sabko sadda yaad rehegi na shikwa na koi gila jab bhi mila |
![]() |
Baat karte raho humse ke aksar jee nahi lagta tumhre rabiton se zindagi mehsoos hoti hai |
![]() |
Barra dilchasp waqia hai ke kal aik azeez dost apne mafaad ki khatir mujhe qurbaan kar gaya |
![]() |
Dil bhar jata hai logo ka humse sirf chand he lamho mai pata nahi ye dunya bewafa hai ya |
![]() |
Hum wo ana parast hain jo haar ke bhi kehte hain wo manzil badnaseeb thi jo humko na pa saki |
![]() |
Khushk honton se howa karti hain methi batain pyaas bujh jaaye to lehje bhi badal jaate hain |
![]() |
Kisi ke saath pyaar se mazaaq zaroor karna magar kabhi kisi ke sath mazaaq se pyar na karna |
![]() |
Meri ankhoon ke jaado se tum abhi nawaqif ho hum usay jeena sikha dete hain jise marne ka shoaq ho |
![]() |
Mujhe maloom hai tum khush ho is judai se ab khayal rakhna apna tumhe tum jaisa na mil jaaye |
![]() |
poetry urdu sad humari to wafa bhi tumhe gawara nahi kisi bewafa se nibhaogi to bohut yaad |
![]() |
Torr diye mainay ghar ke sabhi ainay pyaar mai haray howe log mujh se dekhey nahi jaate |
![]() |
Us ada se bhi hoon mai aashna tujhe itna jis pe gharoor hai mai jiyonga tere baghair bhi |
![]() |
usay apni zid ki fikar thi mujhe apni aan ka khayal tha na mil sake hum phir kabhi |
![]() |
Usne mujh se pocha mafhoom-e-ghalat fehmi kya hai mai ne mukora kar bola tumse umeed-e-wafa rakhna |
![]() |
Waqat jo aik pal ko ruk jaaye to ehsaan uska chand yadain mere dil mai se guzrana chahain |
![]() |
Wo aik insaan jo soya he nahi kai ratoon se agar uski waja tum ho to kya zalim nahi ho tum |
![]() |
Wo jo dhadkan ki zubaan sunta tha aaj sunta he nahi siskiyaan meri |
![]() |
Wo kisi ki khatir mujhe bhool bhi gaaye to koi baat nahi hum bhi to bhool gaye thay sara zamana uski khatir |
![]() |
Yaad karta hai yahan kon kisi ko bhala khuda ko bhool jane wale khuda ki qasam kisi ke nahi hote |
↧
sad urdu ghazals Mohabbat jisko hasil ho muqadar ka sikandar wo mohabbat rab ki janib se haseen soghaat hoti hai
![]() |
sad urdu ghazals Mohabbat jisko hasil ho muqadar ka sikandar wo mohabbat rab ki janib se haseen soghaat hoti hai |
![]() |
new urdu poetry A raat tum to aghosh-e-mohabbat mai so jaya karo humari to aadat hai sitaron ki rakhwaali karna |
![]() |
Ab to hasrat nahi rahi kisi se wafa paane ki dil is qadar toota hai ke ab tanhai achi lagti hai |
![]() |
Ahuri batain jo kar gaye ho mere he dil mai utar gaye ho tumhe to ho jo humare dil ki hadoon ko |
![]() |
Aik din le kar rahonga jaan teri ishq roz deta dhamkiyaan mujhe |
![]() |
Dekhay hain humne hungame mohabbat ke aghaaz bhi ruswayi anjaam be ruswaai |
Dil bohut he pareshaan hai kabhi milne ko ajaiye kab samjhta hai nadaan hai kabhi milnay aa jaayie |
![]() |
Dil mai mataam ankh mai aansoo karwaton par zoor raat ko teri yaad ne intiha kar di |
![]() |
Firdos-e-janat mai laakh horoon ka tasawar sahi mai ek shakhs ke ishq se niklon to wahan tak sochon |
![]() |
Hum qismat ki lakeeron se tumko chura lete ek baar mere hone ka daava to kiya hota |
![]() |
Humne soch rakha hai chahe dil ki har khwaish zindagi ki ankhon se ashk ban ke beh jaaye ghar ki saari dewarain |
![]() |
Ishq ka samandar bhi kya khoob samandar jo doob gaya wo aashiq jo bach gaya wo dewaana |
![]() |
Jo zara kisi ne cherra to chalak padenge aansoo koi mujhse yun na poche tera dil udaas kyun hai |
![]() |
Jo zara kisi ne cherra to chalak padenge aansoo koi mujhse yun na poche tera dil udaas kyun hai |
![]() |
Kuch khaas nahi bas itni si hai dastaan-e-mohabbat meri har raat ka akhiri khayal har subah ki pehli soch ho tum |
![]() |
Likhna mere mazaar ke katbe pe ye haroof marhoom zindagi ki hirasat mai mar gaya |
![]() |
Mai ne samadar se seekha hai jeene ka saleeqa chup chaap se behna apni moaj mai rehna |
![]() |
Mai sab qadrain luta deti wo aitibaar karta to haan mai sub kuch ganwa deti gar wo pyaar karta to |
![]() |
Malom bhi hai ke ye mumkin he nahi magar ek aas si rehti hai ke tum yaad karogay |
![]() |
Manzilon ka gham karne se manzilain nahi milti hosle bhi toot jaate hain aksar udaas rehne se |
↧
urdu best poetry Mehfil thi duaon ki so mai ne be aik dua mangi mere apne saada khush rahain mere saath bhi mere baad be
![]() |
urdu best poetry Mehfil thi duaon ki so mai ne be aik dua mangi mere apne saada khush rahain mere saath bhi mere baad be |
![]() |
love poetry urdu Mohabbat ki zanjeer se darr lagta hai kuch apni taqdeer se dar laagta hy jo mujhe tujse juda |
![]() |
Masrofiyat se wabasta hai ye zindagi meri khuda gawah hai phir bhi tumhe yaad karte hain |
![]() |
Mat janay do pukaar lo ek baar mujhe kon chahega mere baad tum ko itna |
![]() |
Mat poch ke kis tarah chal rahi hai zindagi us door se guzar rahe hain jo guzarta he nahi |
![]() |
Mera kya haal hai tere bina kabhi daikh to le jee raha hoon tera bhola howa waada ban kar |
![]() |
Meri qismat mai ghum agar itna tha dil bhi ya rab kai diye hote |
![]() |
Meri zindagi ki kitaab ka hai warq warq yun saja howa sar-e-ibtida sar-e-intiha tera naam dil pe likha howa |
![]() |
Moat se pehle bhi ek aur moot hoti hai dekho zara tum kisi apne se juda ho kar |
![]() |
Phir kisi yaad ne hai raat bhar jaagaya mujh ko kya saza di hai mohabbat ne khudaya mujhko |
![]() |
Pyaas aisi ke pee jaaon ankhain uski naseeb aisa ke muyasar deedaar bhi nahi |
![]() |
Raat darwaze pe kitni dastakon ka shor tha phir wohi pagal hawa thi phir mujhe dhoka howa |
![]() |
Rote hain tanha dekh kar mujhe wo raste jin par tere baghair hum guzre kabhi na thay |
![]() |
Shikway to bohut hain magar shikayat nahi kar sakta mere honton ko ijazat nahi tere khilaf bolne ki |
![]() |
Suna hai din mai usko titliyaan sataati hain suna hy raat mai jugno tehar ke dekhte hain |
![]() |
Suno meri zindagi ki do khwaishain hain ek tumhe palon dosri ye ke pehli pori ho jaaye |
![]() |
To bhi bewafa nikla auron ki tarah socha tha ke tujh se to hum zamane ki bewafai ka gila karenge |
![]() |
Tujh mai chupay hain meri zindagi ke hazaron raaz tujhe wasta hai zindagi ka zara khud ka khayal rakhna |
![]() |
Uski nigah mai koi jaado zaroor tha jis par bhi parri uske jigar mai utaar gayi |
![]() |
Yun he nahin ilzaam wo saray sar legaya khilte phoolon ko bhi jo pat jharr de gaya |
↧
sad poetry urdu Hai zamane bhar ka usool jo wo usool tumne nibha diya ye rasam tehregi mutabar mujhe bhool janay ka shukriya
![]() |
sad poetry urdu Hai zamane bhar ka usool jo wo usool tumne nibha diya ye rasam tehregi mutabar mujhe bhool janay ka shukriya |
![]() |
love urdu poetry Qadmo mai kainat bhi rakh di gayi magar humne tumhari yaad ka soda nahi kiya |
![]() |
Abhi suraj nahi dooba zara se shaam hone do mai khud he loat jaonga mujhe nakaam hone do |
![]() |
Agar kisi se marasim badhane lagte hain tere firaaq ke dukh yaad anay lagtay hain |
![]() |
Bas sun kar mera lehja wo samjtha hai sub acha mudat howi usne meri ankhain nahi dekhain |
![]() |
Bohut khamosh logon se bohut uljha nahi karte jo dil ko rog lag jayain wo phir suljha nahi kartay |
![]() |
Bohut se dukh dard aqeedat mai chale atay hain ishq ne jabse sanbhaali hai imamat dil ki |
![]() |
Har tareeqe se bhulana chaha magar har khayal se paida tera khayal hota hai |
![]() |
Iska rona nahi kyun tumne kiya dil barbaad iska ghum hai ke bohut dair mai barbad kiya |
![]() |
Kabhi na aye mere saath chal ke hamesha gaye mujhe barbaad karke agar kabhi ajaaye meri |
![]() |
Kaise larro muqadma khud se uski yadoon ka ye dil bhi wakeel uska ya jaan bhi gawah uski |
![]() |
Kisi ke dil mai kya chupa hai bas khuda janta hai dil agar benaqab hote to socho kitne fasaad hote |
![]() |
Kon karay is dil ki daikh bhaal roz thoda sa toot jata hai |
![]() |
Kuch waqat ki rawani ne humain yun badal diya wafa par ab bhi qayam hain magar mohabbat chorr di humne |
![]() |
Mai ne sokhe howe pholon ko saja rakha hai ahl-e-gulshan ko yahi mujh se shikayat hogi |
![]() |
Mai to pehron tumhe sochti rehti hoon tumhe aik lamhe ke liye bhi mera khayal nahi ata |
![]() |
Mere zehan ko jo nahi qabool wohi log hain mere humsafar mujhe har tarah se jo raas tha wohi shakhs |
![]() |
Meri udaas raton ka bas yahi dastoor hai pehle tujhe yaad karn pehar jee bhar ke ro lena |
![]() |
Mujh ko is jahan mai sirf tumse mohabbat hai ya mera imtihaan le lay ya mera aitibaar karle |
![]() |
Taluq baad mai tabdeel ho kar jo bhi reh jaaye mohabbat se wo pehla muskorana yaad rehta hai |
↧
↧
urdu poetry love Kuch baat hai uski fitrat mai warna usay chahne ki khata hum baar bar na karte
![]() |
urdu poetry love Kuch baat hai uski fitrat mai warna usay chahne ki khata hum baar bar na karte |
![]() |
ghazals in urdu Un fasilon ki fikar mai kyun karon bhala bohut door reh kar bhi mere paas hai koi is soch |
![]() |
Agar raton ko jaagne se hoti ghamo mai kami to mere daman mai khushiyun ke siwa kuch bhi na hota |
![]() |
Bhool jana kisi ke bas mai na tha hum ne ye kaam kar diya saayin |
![]() |
Dikhawe ki mohabbat se behtar hai nafrat he karo humse hum sache jazbon ki badi qadar kya karte hain |
![]() |
Dil todoge to khud bhi toot jaoge zinda hum na rahe to mar tum be jaoge ye iltija hai |
![]() |
Faqat batain andheron ki mehaz qissay ujaloon ki charagh-e-arzoo lekar na tum nikle na hum niklay |
![]() |
Is dunya mai wafa karne walon ki kami nahi hai bas pyaar he us se ho jata hai jisay qadar na ho |
![]() |
Kabhi jo ghabra jaao dunya ki wehshaton se tum humain awaz de lena akaile hum bhi hote hain |
![]() |
Kahan dhondte ho tum ishq ko o bekhabar ye khud he dhoond leta hai jisay barbaad karna ho |
![]() |
Kisi ka zikar karne ki koi waja nahi hoti jo dil ko raas hote hain zubaan pe raqas karte hain |
![]() |
Koi lafzon ki andhi mai urra na de kahin mere jazbe kisi kamsin bachi ki tarah hain |
![]() |
Mai ek sitaray ki serat pe mar mita warna falak se karta raha chand bhi isharay mujhe |
![]() |
Mere dil ki wafaon ka hosla to dekho dosto talabgar iska hai jisko mera ehsaas tak nahi |
![]() |
Meri chahat nahi beeti abhi kuch nahi badla agar chaho agar samjho meri maano to loat aoo |
![]() |
Meri yadoon se bach nikle to waada hai mera tujh se mai khud dunya se keh dongi kami meri wafa mai thi |
![]() |
Moat bhi kam khubsorat to nahi hoti hogi jo bhi is se milta hai zindagi chorr jata hai |
![]() |
Unki palkon se howi hai shuru ye dastaan-e-mohabbat jin ka jhukna bhi qayamat aur uthna |
![]() |
Uska milna muqadar mai nahi tha warna humne kya kuch nahi khooya usay paane ke liye |
![]() |
Ye nahi ke tere firaaq mai ujarr gayi ya bikhar gayi haan mohabbaton pe jo maan tha wo nahi raha |
↧
urdu poetry sad Uski tawajo tere naseeb mai likhi he nahi chorr de usko yaad karna khud ko bewafa samaj kar
![]() |
urdu poetry sad Uski tawajo tere naseeb mai likhi he nahi chorr de usko yaad karna khud ko bewafa samaj kar |
![]() |
urdu sad shayari Yaad atay hain to kuch bhi nahi karne dete ache logon ki yahi baat buri lagti hai |
![]() |
Kya khoob tha uska andaaz-e-qatil wasi zehar diya mujko apne honton pe laga kar |
![]() |
Mai to toota howa paata hoon meri auqaat he kya phool pairon se masalte hain tere shehar ke log |
![]() |
Mat khail mere dilse bohut nazook mizaaj hoon mai tujhe khabar bhi na hogi aur hum hanste toot jayenge |
![]() |
Raat ki tanhai mai aksar ye sochta rehta hoon mohabbat dua hai saza hai jaza hy ya gunah hay |
![]() |
Tumhara naam lene se mujhe sub jaan jaate hain mai wo khoyi howi cheez hoon jis ka pata tumho |
![]() |
Un lamhon ki yadain sanbhaal ke rakhna hum yaad to ayainge lekin loat kar nahi |
![]() |
Waqat baha kar le jata hai naam-o-nishaan magar koi hum mai reh jata hai aur kisi mai hum |
![]() |
Wo baat bat par deta hai parindon ki misaal saaf saf nahi kehta mera shehar chorr do |
![]() |
Wo meri qismat mai nahi ye suna hai logon se phir sochta hoon qismat to khuda likhta hai log to nahi |
![]() |
Zindagi mai manzilain to mil jaati hain magar milta wo nahi jo manzil tak saath nibhaye |
![]() |
Aaj afsoos ho raha hai haal-e-zindagi par kaash kabhi kisi ke saath had se zyada mohabbat na ki hoti |
![]() |
Aik masoom si dua hai in labon pe koi kuch bhi karay mohabbat na karey |
![]() |
Akaile hain to kya howa ye zindagi bhi guzar jaayegi hum apni tanhai mitaane ke liye kisi ko majboor nahi karte |
![]() |
Apni taqdeer mai to kuch aisi he silsilay likhay hain so jaaon to khwaab unke jagoon to khayal unka |
![]() |
Bohut ajeeb silsilay hain is mohabbat aur ishq ke koi wafa ke liye roya to koi wafa karke roya |
![]() |
Bohut he kam nazar aya mujhe ikhlaas logon mai ye dolat bat gayi shaid bohot he khaas logon mai |
![]() |
Ghairon ko kya parri hai ke ruswa karay mujhe in sazishon mai haath kisi aashna ka hai |
![]() |
Jo ho ijazat to tumse ek baat pochon jo humse ishq sekha tha wo ab kis se karte ho |
↧
best poetry in urdu Suna hai rabat hy usko kharab haloon se so apne aap ko barbaad karke dekhte hain
![]() |
best poetry in urdu Suna hai rabat hy usko kharab haloon se so apne aap ko barbaad karke dekhte hain |
![]() |
poem in urdu Humsafar koi bhi nahi ab to charagar koi bhi nahi abto yaar kitne thay ache waqton mai |
![]() |
Badal jaati hai sachai us waqat wasi jab koi tumhara tumhare samne tumhara nahi rehta |
![]() |
Ek ghazal meer ki parrta hai parrosi mera ik nami si meri deewar mai ajaati hai |
![]() |
Is shart pe khailongi piya pyaar ki baazi jeeton to tujhe paon haron to piya teri |
![]() |
Khwaab ban kar koi ayega to neend ayegi ab wo aa kar solayega to neend ayaigi |
![]() |
Lafzoon ki tamheed mujhe bandhni nahi aati kasrat se yaad atay ho seedhi si baat hai |
![]() |
Maatam sara bhi hote hain kya khud gharaz qateel apne ghamo pe rote hain le kar kisi ka naam |
![]() |
Maghroor humain kehti hai to kehti rahe ye dunya hum morr ke kisi shakhs ko dekha nahi karte |
![]() |
Mila tha aik dil jo tumko de diya hazaron bhi hote to tere liye hote |
![]() |
Na tang kar jeene de a ishq teri qasam mai tere aagay haar gaya hoon |
![]() |
Nahi maronga kisi jang mai ye soch liya ma ab ki baar mohabbat mai maara jaonga |
![]() |
Tere hote howe bohut dukh thay mere paas tere na hone se bas ek tere na hone ka dukh hai |
![]() |
Tujhe na meri tanhaiyun ki fikar hai na mere bicharr janay ka dukh dil phir bhi ye samjhta hai |
![]() |
Tumhare shehar ka mosaam bada suhana na lage mai aik shaam chura loon agar bura na lage |
![]() |
Tumse gila kya na zamane se kuch kaha barbaad ho gaye barri saadgi se hum |
![]() |
Usay bata do ke mai ab apni dunya mai magan hoon aur ye bhi bata dena ke meri dunya sirf tumho |
![]() |
Wafaon se mukar jana humain aya nahi ab tak jo waqif na hoon chahat se hum unse zid nahi karte |
![]() |
Wo aik insaan jo soya he nahi kai ratoon se agar uski waja tum ho to kya zalim nahi ho tum |
![]() |
Wo aur log honge jinhain tere deedar ki hasrat hai mai ne to tujhe bepanah chaha hai bina tera |
![]() |
Yaqeen tha ke bhool jaoge mujhe khushi howi umeed pe poora utray |
↧
poems in urdu Mere wajood ka hissa bun chukay ho tum ab tumhe khud se alag sochon to ajeeb lagta hai
![]() |
poems in urdu Mere wajood ka hissa bun chukay ho tum ab tumhe khud se alag sochon to ajeeb lagta hai |
![]() |
urdu ghazals Teri yaad bohut ab anay lagi hai ek jaan hai ab wo janay lagi hy tanha tanha ab rehne laga hoon |
![]() |
Aisa khamoshi ka alaam ho jaayega humare baad ke ho kar udaas parinday bhi tera shehar chod jayenge |
![]() |
Baat hai ishq ki to phir behas na kar azeez maan pore wajood se usay chod de ya qabool kar |
![]() |
Bewafai to rasm-e-dunya hai ghalib aap ne bhula ke konsa ehsaan kar diya |
![]() |
Chalo phir dhoond lete hain usi nadaan bachpan ko unhe masoom khushyun ko unhi ramgeem lamho ko |
![]() |
Daro dewaar pe hasrat si barasti hai janay kis dais gaye pyaar nibhaane walay |
![]() |
Dil ko aadat si ho gayi hai toot janay ki ab kahan khuaf raha hy kisi ke inkar ka |
![]() |
Door jakay bhi mere rooh mai mujood na reh to kabhi apni judai bhi to sehne de mujhe |
![]() |
Hum bhi pholon ki tarah aksar tanha he rehte hain Kabhi khud se toot jaate hain to kabhi koi |
![]() |
Kabhi khamosh betoge kabhi kuch gungonaoge mai itna yaad aongi mujhe jitna bhulaogay |
![]() |
Kis ko ehsaas meri shidat-e-jazbaat ka hai meri halat meri wehshat ki khabar kisko hy |
![]() |
Mai qabil-e-nafrat hoon to chorr de mujko wasi tu mujse yun dikhway ki mohabbat na kiya kar |
![]() |
Mamool ban chuka hai mera raton ko jaagna neendain mere wajood ki ek shakhs le gaya |
![]() |
Meri raton ki rahat din ka itminaan le jana tumhare kaam ajayega ye samaan layjana |
![]() |
Neend se kya shikwa karon jo aati he nahi faraz qasoor to us chehre ka hai jo sone nahi deta |
![]() |
So 100 Umeedain bandhti hai ek aik nigah pe humain na aise pyar se dekha kare koi |
![]() |
Uski mohabbat bhi karaye ke ghar ki tarah thi jitna bhi sajaya magar apna na howa |
![]() |
Wohi howa na tera dil bhar gaya mujse mai ne kaha bhi tha ye mohabbat nahi jo tum karte ho |
![]() |
Zakham kitne teri chahat se mile hain mujko sochta hoon ke kahon tujse magar janay de |
↧
↧
sad poetry in urdu Wo saath tha to maano jannat thi zindagi ab to har saans zinda rehne ki waja pochti hai
![]() |
sad poetry in urdu Wo saath tha to maano jannat thi zindagi ab to har saans zinda rehne ki waja pochti hai |
![]() |
love poetry in urdu Suno ek kaam hai tumse mera wo kam tum kardo jo seene mai dhadkta hai mujhe wo dil na do lekin |
![]() |
Agar saza de he chuke ho to haal na pochna hum agar be gunah nikle to tumhe afsoos hoga |
![]() |
Apni apni khwaishon ke aks mai dekha gaya aik ladki ko yahan kis kis tarah socha gaya |
![]() |
Hamesha he nahi rehte sabhi chehre niqaabon mai har aik kirdaar khulta hai kahani khatam hone par |
![]() |
Is liye humne tumhe chaand se tashbeeh na di is pe hum khaak nasheeno ne qadam rakhay hain |
![]() |
Ishq khuafnaak churrail ka roop dhaar kar aksaar kha jaata hai jawaan logon ko |
![]() |
Kab ka chod diya humne logon ke peeche chalna jis se itni mohabbat ki usne unta gira howa samjha |
![]() |
Kahin gharoor mai dooba husan hai kahin zor par wafa hai khud ki khabar nahi bas sub ke liye dosra bewafa hy |
![]() |
Kal tokde parray thay ek tasweer ke rah mai lagta hai koi dewana samjdar ho gaya |
![]() |
Khwaab kaise baseenge ankhoon mai apni ankhain he nooch leen mai ne koi rah-e-faraar sojhi nahi |
![]() |
Mohabbat ki saza be misaal di usne udaas rehnay ki aadat daal di us nay |
![]() |
Mujhe manziloon se azeez hain teri rahguzar ki musafatain ke likhi hain mere naseeb mai abi umar bhar |
![]() |
Mujhko hain kaam aur bhi kuch to karo khayal mera atay ho jab khayal mai jatay nahi khayal se |
![]() |
Na janay kyun magar is dunya ke jhotay log wafaiyen kar nahi sakte waday hazaar karte hain |
![]() |
Ro roke sunaya tha jinko apna haal-e-dil hans hanskar meri wafa ki toheen kar gaya |
![]() |
Rukh se hatta ke zulfain ankhain utha ke bolay dekho humaray jalway ab karo zara shairi |
![]() |
Suno itne bhi pyaare nahi ho tum bas meri chahat ne tumhe sar pe chada rakha hai |
![]() |
Taqdeer ne falak ne mohabbat ne ishq ne jis ne bhi chaha mera tamasha bana diya |
![]() |
Wo aksar mujse kehti thi na tanha chod kar jana wafa hai zaat-e-aurat ki na ye dil torr kar jaana |
↧
romantic urdu poetry Mila tha aik dil jo tumko de diya hazaroon bhi hote to tere liye hotay
![]() |
romantic urdu poetry Mila tha aik dil jo tumko de diya hazaroon bhi hote to tere liye hotay |
![]() |
urdu romantic poetry Tum yaad nahi karte to hum gila kyun karain suna hai khamoshi bhi aik ada hai mohabbat nibhaane ki |
![]() |
Aao kabhi yun bhi mere paas ke anay mai lamha aur janay mai zindagi guzar jaaye |
![]() |
Ab awaaz aayi to tujhe nikaal ke pheenk donga a dil soja kaha na tera koi nahi |
![]() |
Aina jhoot bolta hai har shakhs ke chehre par na janay kitne chahray hote hain kahan ye kisi ka |
![]() |
Chuda kar haath narmi se ye he kehti hai mujhko abi tak ghair mehraam hoon tumhari kuch nahi lagti |
![]() |
Din to is shehar ki ronaq mai guzar jata hai yaad kuch log sar-e-shaam bohut atay hain |
![]() |
Fursat qaleel aur kahani taweel hai shikway to hain hazaar magar jaane dejiye |
![]() |
Ghazab ki dhoop thi tanhaiyun ke jangal mai kai shajar thay magar koi saaya daar na tha |
![]() |
Kaash waqat ke sehra mai lage tujhe mohabbat ki pyaas aur to tadap ke mangay mujhe paani ki tarah |
![]() |
Kuch ghum nahi us say bicharr janay ka shakir afsoos itna hai mera ho ke bhi mera na ho saka |
![]() |
Lehaaz-e-ishq na hota to tujh se ranjishain hotain shikayat sirf itni hai k tu samajha nahi mujko |
![]() |
Mai tabah hoon tere pyaar mai tujhe dosron ka khayal hai kuch mere masale par ghoor kar meri zindagi ka sawal hai |
![]() |
Neendain bhi nelaam ho jaati hain bazaar-e-ishq mai itna asaan hota hai kisi ko bhool jana |
![]() |
Phir nahi baste wo dil jo ek baar ujarr jate hain qabrain jitni bhi sanwaron wahan ronaq nahi hoti |
![]() |
Sach he kaha tha kisi ne tanha jeena seekh le Mohabbat jitni bhi sachi ho saath chod jaati hai |
![]() |
Tu aik baar bhi humse mila nahi warna hum tere dil ko bhi tere khilaaf kar letay |
![]() |
Tujhe kya khabar hai ke raat bhar tujhe daikh paane ko ek nazar raha saath chaand ke muntazir |
![]() |
Wo ajab shakhs tha a zindagi jisay samaj kar bhi na samaj sakay mujhe chahta bhi ghazab ka tha mujhe chod kar bhi chala gaya |
![]() |
Wo naraaz hote to usay har qeemat pe mana letay umar jo taluq he nahi rakhna chaiye to usay manaiyen kaise |
↧
urdu sad poetry Hum bhi pholon ki tarah aksar tanha he rehte hain kabhi khud se toot jatay hain to kabhi koi torr jata hai
![]() |
urdu sad poetry Hum bhi pholon ki tarah aksar tanha he rehte hain kabhi khud se toot jatay hain to kabhi koi torr jata hai |
![]() |
urdu love poetry Badi gustaakh hai tumhari yaad isay tameez sikha do dastak bhi nahi deti aur dil mai utar jaati hai |
![]() |
Adhore rishte hamesha takleef dete hain na khud marte hain na humko marne detay hain |
![]() |
Agar wo zindagi mai faqat ek baar mera ho jata to ma zamane bhar ki kitabon se lafaz bewafai mita deta |
![]() |
Apna patta to usne diya tha mujhe mohsin mai khud he kho gayi to ye mera naseeb tha |
![]() |
Chod diya humne uska deedar karna hamesha ke liye faraz jisko humari nigah se he nafrat ho usay |
![]() |
Heraan hoon ke mudaat-e-qaleel mai mohsin wo shakhs meri soch se zyada badal gaya |
![]() |
Hum samandar ki tarah chup hain ke hum jaante hain hum agar sabar na karte to qayamat kartay |
![]() |
Khuda Bhi akhir pochega mujh se mujhe paanch waqat aur usay har waqt |
![]() |
Kis bahane se mujhe kis ka patta yaad aya husn-e-kafir ko jo dekha to khuda yaad aya |
![]() |
Koi Lakh parray pyaar ke mantar jinki fitrat ho dasna wo dassa karte hain |
![]() |
Mohabbat cheez aisi hai kabhi hoti hai apno se kabhi hoti hai sapno se kabhi anjaan rahon se |
![]() |
Sakht nadim hoon kisi shakhs se shikwa karke mujh se dekha na gaya iska pashemaan hona |
![]() |
Saza mai koi rad-o-badal kar a ishq meri umar dekh mera marna abhi banta nahi |
![]() |
Suna hai usko mohabbat duain deti hai jo dil pe choat to khaaye magar gila na karay |
![]() |
Teri muskaan tera lehja tere masoom se alfaaz kya kahon bas bohut yaad atay ho tum |
![]() |
Usne bhula diya to shikwa na kar apno ko baday ikhtiyaar howa karte hain |
![]() |
Ye dil bohut udaas hai jab se khabar howi milte ho tum khuloos se har aadmi ke saath |
![]() |
Ye lafzon ki shararat hai sanbhal kar kuch likhna tum mohabbat aik lafaz hy lekin ye aksar ho jaati hey |
![]() |
Ye meri aqeedat be sabar ye meri ibadat-e-besamar mujhe mere dawa-e-ishq ne na sanam diya na khuda diya |
↧